Skip to main content

Posts

Showing posts from April, 2016

फेसबुक अकाउंट कैसे बनाये ? फेसबुक एप्प पर खाता कैसे बनाये ?

Facebook Kya Hai? Facebook Par Account Kaise Banaye – जानिए Facebook Par Account बनाने के बेहद सरल तरीके हिंदी मे! Kya aap bhi facebook community ko join karna chahte hai to is post ko padhiye. Facebook par account banana bilkul free hai aur aap ek minute me apna account bana sakte ho. Ek baar aapka account facebook par ban jaata hai to aap apne dosto ke saath kuch bhi jaise ki majedar photo, video share kar sakte ho chating kar sakte ho. Facebook Account Kaise Banaye – Steps  1- Facebook ki website par jaiye ya google play store se facebook app download kare. Facebook par account banana ke liye aapki age kam se kam 13 years honi chahiye aur aap ek mobile number aur email ID se ek hi facebook account bana sakte ho. 2- Facebook ke homepage par sabhi jaroori information jaise ki First name, Last name, mobile number ya email address, password, birthday aur gender diye gaye box me bhare. Aapko account ke liye apna original naam use karna chahiye jisase ki a...

Gmail Par Email Id Kaise Banaye - Help in hindi

Gmail par Email ID kaise banaye - Gmail ko 2004 me google dwara launch kiya gaya tha aur aaj yah world me sabse popular email service provide karne wali website hai. Gmail account banana bahut hi asan hai aur aap ek hi account se google ki sabhi services jaise ki YouTUbe, Google Drive, Google Plus ko bhi access kar sakte ho. Gmail Account (Email ID) Kaise Banate Hai 1- Gmail website par jaiye. Login box ke neeche blue button “create an account” par click kare , yah aap ko “create your google account” page par le jayegi yanha par aap apni email ID bana sakte hai. 2- Aapka user name hi aapka naya email address hoga , agar aapka pasandida user name avilaibal nahi hai to ye aapko option dikhata hai hai jinme se aap koi ek chun sakte hai. 3- Aapko aapna pahla naam aur akhiri naam enter karna hoga jaise ki agar aapka naam hai saurabh shukla to aapka pahla naam hoga saurabh aur doosara hoga shukla. Aapko apni birth date, zender , phone number aur kiss coun...